Mera Aapki Kripa Se Sab
Download Mera aapki kripa se sab MP3
What I like most about this bhajan is :
1)
2)
Lyrics of Mera aapki kripa se sab (Hindi,English)
मेरा आपकी कृपा से,सब काम हो राहा है.Mera aapki kripa se,sab kaam ho raha hai.

करते हो तुम कन्हैया,मेरा नाम हो राहा है.Karte ho tum Kanhaiya,mera naam ho raha hai.

पतवार के बिना ही,मेरी नाओ चल रही है.Patwar ke bina hi,meri nao chal rahi hai.

हैरान है जमाना,मन्जिल भी मिल गयी है.Hairan hai jamana,manjil bhi mil gayi hai.

करता नहीं है कुछ भी,सब काम हो राहा है.Karta nahi hai kuch bhi,sab kaam ho raha hai.

करता नहीं है कुछ भी(हे श्याम सुन्दर),सब काम हो राहा है.Karta nahi hai kuch bhi (hey Shyam Sundar),sab kaam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हैया,मेरा नाम हो राहा है.Karte ho tum Kanhaiya,mera naam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हैया,मेरा नाम हो राहा है.Karte ho tum Kanhaiya,mera naam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हैया,मेरा नाम हो राहा है.Karte ho tum Kanhaiya,mera naam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हैया,मेरा नाम हो राहा है.Karte ho tum Kanhaiya,mera naam ho raha hai.
मेरा आपकी कृपा से,सब काम हो राहा है.Mera aapki kripa se,sab kaam ho raha hai.
मेरा आपकी कृपा से,सब काम हो राहा है.Mera aapki kripa se,sab kaam ho raha hai.
तुम साथ हो जो मेरे,किस चीज की कमी है.Tum saath ho jo mere,kis chij ki kami hai.

किसी और चीज की अब,दरकार भी नहीं है.Kisi aur chij ki ab,darkar bhi nahi hai.
किसी और चीज की अब,दरकार भी नहीं है.Kisi aur chij ki ab,darkar bhi nahi hai.`
किसी और चीज की अब,दरकार भी नहीं है.Kisi aur chij ki,ab darkar bhi nahi hai.

तेरे साथ से गुलाम,अब गुलफाम हो राहा है.Tere saath se gulaam,ab gulfam ho raha hai.
तेरे साथ से गुलाम,अब गुलफाम हो राहा है.Tere saath se gulaam,ab gulfam ho raha hai.
तेरे साथ से गुलाम,अब गुलफाम हो राहा है.Tere saath se gulaam,ab gulfam ho raha hai.
तेरे साथ से गुलाम,अब गुलफाम हो राहा है.Tere saath se gulaam,ab gulfam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हैया,मेरा नाम हो राहा है.Karte ho tum Kanhaiya,mera naam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हैया,मेरा नाम हो राहा है.Karte ho tum Kanhaiya,mera naam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हैया,मेरा नाम हो राहा है.Karte ho tum Kanhaiya,mera naam ho raha hai.
करते हो तुम कन्हैया,मेरा नाम हो राहा है.Karte ho tum Kanhaiya,mera naam ho raha hai.
मेरा आपकी दया से,सब काम हो राहा है.Mera aapki daya se,sab kaam ho raha hai.

English meaning of Mera aapki kripa se sab
( For visitors who doesn’t understand Hindi)
September 1st, 2009 at 10:24 am
this bhajan is very sweet & I like this bhajan
September 2nd, 2009 at 8:57 am
us ishwar se badhkar kuch nhi hai sbh kaam hi woh ka rahe hai
September 16th, 2009 at 2:37 pm
Kindly mail me this song
September 17th, 2009 at 6:24 pm
patwaar ke bina meri naav chal rahi hai par bhagwan aap hi sab kuch sambhale hue ho
September 25th, 2009 at 8:41 pm
thank you for the bhajan with lyrics
October 15th, 2009 at 9:23 am
Amazingly humbling bhajan. while singing it we must feel how He has been driving us on our path. I felt all my pride vanish the moment I went deep into the sprit of this Bhajan
October 22nd, 2009 at 10:57 am
for all of you who wud like to download this bhajan or any video from such video showing sites, just install internet download manager and you can find the download tab or right click on that page “download flv content on this page”. enjoy. hari hari
November 3rd, 2009 at 11:30 am
please send me the complete song at my id
November 4th, 2009 at 4:00 pm
hare krishna . i also say mare bhi sabhi kam aap hi kar rahe hai. hari bole
November 9th, 2009 at 5:36 pm
jai shree krishna
laxmi ke nath ke bharose hi yah sansar chal raha hai. wo hi palanhar har hai
November 17th, 2009 at 3:54 pm
THIS BHAJAN IS REALLY TOUCH THE SOUL
November 20th, 2009 at 11:56 am
are ek do bhajans humen bhi send kar diya karo aap to sansaar ke rakhvaale hai or hum usi sansaar ke prani hai 9251648182
November 1st, 2010 at 12:11 pm
jai shri krisna
jai shri radhe krisna
jai bharat mata
December 5th, 2010 at 11:18 am
ye bhajan ye sikhata hai ki hum kya ban gaye yaa bohut paisa / naam / ijjat kama li hai to us per ghamand nahi karana chahiye kyonki ye sab to ishaver kar raha to hame uss ishaver ko hamesha dhyan me rakhana chahiye aur hame har halat me khuush rahana chahiye kyonki jab sab usske haath me to hum chinta kyon kare ussi per bharosa rakhe……….jab bhi iss bhajan ko sunta hun to mere aanshu nikal aate hai means mai iss bhajan me dubb jaata hun.
March 14th, 2011 at 8:12 pm
please send me the complete song at my id
April 15th, 2011 at 2:10 pm
i love this bhajan it’s touch my heart
May 4th, 2011 at 3:55 pm
Is Bhajan ko sunne ke baad insan ko ye pata chalta hai ki ishwar ke bina ek patta tak nahi hilta, Aaj ka aadmi ye sochta hai ki Car, Ghar,Sona-chandi jo uske pass hai wo uski kamai hai, aur is ghamand me wo apne ristedar & Bhagan ko Bhool jata hai. kintu jab bure din aate hai to wahi inshan phir mandir ke chakkar lagane lagta hai.
June 5th, 2011 at 10:32 pm
i get the essence of life full of enthusiasm from this bhajan
June 18th, 2011 at 12:57 pm
very very nice bajan (mara aap ke kripya sa)
June 23rd, 2011 at 12:28 pm
it is very nice bhajan, iske chalne ke bad sab kuch bhakti may ho jata hai
July 6th, 2011 at 9:57 pm
truth of god.thanks for this bhajn to all preparing persons.