Jalsa Hai Baba Shyam Ka
Download Jalsa hai baba Shyam ka MP3
What I like most about this bhajan is
1)
2)
Lyrics of Jalsa hai baba shyam ka (Hindi,English)
जलसा है बाबा श्याम का मस्ताना दोस्तों ,, Jalsa hai baba Shyam ka mastana doston.

आर्गी करी जो श्याम से मंजूर हो गयी ,, Aarji kari jo Shyam se manjur ho gayi.

ओह मिल ने की घरी श्याम से नजदीक हो गयी ,, Oh mil ne ki ghari Shyam se nazdik ho gayi.

देना है अपने पयार का,देना है अपने पयार का. Dena hai apne payar ka, Dena hai apne payar ka.
देना है अपने पयार का नजराना दोस्तों ,, Dena hai apne payar ka nazrana doston.

मिल कर बारे हुजुर को बहलाना दोस्तों ,, Mil kar bare hazur ko behlana doston.
मिल कर बारे हुजुर को बहलाना दोस्तों ,, Mil kar bare hazur ko behlana doston.
जलसा है बाबा श्याम का मस्ताना दोस्तों ,, Jalsa hai baba Shyam ka mastana doston.
जलसा है बाबा श्याम का मस्ताना दोस्तों ,, Jalsa hai baba Shyam ka mastana doston.
मिल कर बारे हुजुर को बहलाना दोस्तों ,, Mil kar bare hazur ko behlana doston.
मिल कर बारे हुजुर को बहलाना दोस्तों ,, Mil kar bare hazur ko behlana doston.
नाना रकम के फूल -ओ से दरबार सज गया ,, Nana rakam ke phool-o se darbar saj gaya.

अंतर बारे सलीके से चीरता ना दोस्तों.Antar bare salike se chirta naa doston.

मिल कर बारे हजुर को बहलाना दोस्तों.Mil kar bare hazur ko behlana doston.

जलसा है बाबा श्याम का मस्ताना दोस्तों.Jalsa hai baba Shyam ka mastana doston.

केसर मलाई,सेब,चापातु,कचोरिया.Kesar malai,seb,chaapatu,kachoriya.

जमुना……………………………….Jamuna …………………………….
जमुना……………………………….Jamuna …………………………….
भोजन के बाद आरती गाना है दोस्तों.Bhojan ke baad aarti gana hai doston.
भोजन के बाद आरती गाना है दोस्तों.Bhojan ke baad aarti gana hai doston.
मिल कर बारे हजुर को बहलाना दोस्तों.Mil kar bare hazur ko behlana doston.
मिल कर बारे हजुर को बहलाना दोस्तों.Mil kar bare hazur ko behlana doston.
पहले सुनेंगे श्याम की.Pehle sunenge Shyam ki.
नादान से गलती होती ही आई है.Nadaan se galti hoti hi aayi hai.
जो कुच्छ बने आर्पण प्रभु सरो. Jo kucch bane arpan Prabhu saro.
प्रभु स्वीकार करो.Prabhu swekar karo.
पहले सुनेंगे श्याम पहले की सुनेंगे श्याम की.Pehle sunenge Shyam ki,pehle sunenge Shyam ki
फिर दिल की कहेंगे.Phir dil ki kahenge.
पहले सुनेंगे श्याम की,फिर दिल की कहेंगे.Pehle sunenge Shyam ki,phir dil ki kahenge.

…………………………………….
सुनता है ओह जहाँ का,Sunta hai oh jahan ka,
सुनता है ओह जहाँ का अप्सना दोस्तों.Sunta hai oh jahan ka apsana doston.
सुनता ओह जहाँ का अप्सना दोस्तों.Sunta oh jahan ka apsana doston.
सुनता ओह जहाँ का अप्सना दोस्तों.Sunta oh jahan ka apsana doston.
सुनता ओह जहाँ का अप्सना दोस्तों.Sunta oh jahan ka apsana doston.
सुनता ओह जहाँ का अप्सना दोस्तों.Sunta oh jahan ka apsana doston.
मिल कर बारे हजुर को बहलाना दोस्तों.Mil kar bare hazur ko behlana doston.
मिल कर बारे हजुर को बहलाना दोस्तों.Mil kar bare hazur ko behlana doston.
जलसा है बाबा श्याम का,मस्ताना दोस्तों.Jalsa hai baba Shyam ka,mastana doston.

English meaning of Jalsa hai baba Shyam ka
(For visitors who doesn’t understand Hindi)
October 15th, 2008 at 3:29 pm
kalyug ke bhagwan hamesha sabke saath rehte hai. OM SHRI SHYAM DEVA NAMAH
October 20th, 2008 at 2:00 pm
Shyam Baba has been very kind to me . Jai Shri Shyam
February 2nd, 2009 at 8:10 pm
shri shyam daya kardo balak dukhiyare hain
thukra na dena kahin hum tere sahare hain
February 2nd, 2009 at 8:11 pm
darbaar mein khatu wale ke dukh dard mitaye jatein hain
apnon ke sataye log yahan seene se lagaye jaate hain
February 2nd, 2009 at 8:13 pm
ye mehfil hai deewano ki har bhakt yahan matwala hai
bhar bhar ke pyale amrit ke yahan sabko pilaye jaaten hain
krishna saarthi jisske rath ke roade door hue us path ke
February 2nd, 2009 at 8:14 pm
tu jisse mangane jaaye aur apna haath failaye use v baba shyam ne diya
February 27th, 2009 at 1:37 am
darbaar mein khatu wale ke dukh dard mitaye jatein hain
apnon ke sataye log yahan seene se lagaye jaate hain
jai shri shyam
shri shyam daya kardo balak dukhiyare hain
thukra na dena kahin hum tere sahare hain
March 10th, 2009 at 11:22 am
tere bharose hi baba meri naiya chalti hai
March 10th, 2009 at 11:23 am
jai shree shyam
March 10th, 2009 at 11:25 am
mera aapki kirpa se har kaam ho raha hai ,karte ho tum kanhya mera naam ho raha hai.
May 28th, 2009 at 11:53 pm
BHAJAN :- ANNA SUNDER SHYAM
ANNA SUNDER SHYAM, HAMARE HAR KIRTAN MEIN, II TEK II
APP BHI ANNA SANG, RADHA JI KO LANNA,
AAKAR RASS RACHANA, HAMARE HAR KIRTAN MEIN, II 1 II
APP BHI ANNA SANG, NAARD JI KO LANA,
BEENA KI NAAD SUNANA, HAMARE HAR KIRTAN MEIN, II 2 II
APP BHI ANNA SANG, SHANKER JI KO LANA,
DAMRU KI NAAD SUNANA, HAMARE HAR KIRTAN MEIN, II 3 II
APP BHI ANNA SANG, GUALON KO BHI LANA,
BANSI KI TANN SUNANA, HAMARE HAR KIRTAN MEIN, II 4 II
APP BHI ANNA SANG, ARJUN JI KO LANA,
GEETA KA GIYAN SUNANA, HAMARE HAR KIRTAN MEIN, II 5 II
…………………….JAI SHRI SHYAM BABA JI…………………..
May 28th, 2009 at 11:55 pm
BHAJAN : — NASHA SHRI SHYAM BAGTI KA, (GAJAL/KAWALI/TARRJ :- LAAGEN HEIN SHAMA PAR PEHRE, JAMANE KI NIGAHON KE)
(1) NASHA SHRI SHYAM BAGTI KA, PILA DENA PELA DENA, II
LAGE CHIT BHAW BHAKTI MEIN, PILA DENA PILA DENA,
(2) NASHA PEHRLAD NE KEENA, DARA NAHI HARBALA FAND SE,
BANAIA GODH KA DATA, NIBHA LENA NIBHA LENA,
(LAGE CHIT………. ……)
(3) PIYA DHURU BAGAT NE JIS KO, KIYA TAPP JA VIKAT VAN MEIN,
ACHAL PADH MOKSH KA MARG, BATTA DENA BATTA DENA,
(LAGE CHIT………. ……)
(4) DHIAN DARTE HEIN JO TERA, SAHI SHUD BHAV TAN MAN SE,
SAHARA SANKAT MEIN KARTE HO, BACHA LENA BACHA LENA,
(LAGE CHIT………. ……)
(5) PIYA SHIRI SHYAM BHAKTI KA, NASHA BAAI BHAKAT MEERA NE,
PIYA VISH JANKAR AMRIT, BANA DENA BANA DENA,
`
(LAGE CHIT………. ……)
(6) NASHA PARBHU KON SA AISA, JARA HAMKO PEELA DEE-JAI,
MERA PAR RANG BAKTI KA, CHADA DENA CHADA DENA,
(LAGE CHIT………. ……)
(7) DONOU HAATH JODH KE VINTI, KARE HARI RAM SOLANKI,
FASSA MOHH JAAL BANDAN SE, CHUDA LENA CHUDA LENA,
(LAGE CHIT………. ……)
May 28th, 2009 at 11:59 pm
BHAJAN WOO AA GHYAA KHATUWALA
JHUKA HO SHEESH SEWAK KA, TERE CHARNOO ME SHYAM BABA,
USI WAKT MERI MOUT KA, PAIGAM AA JAYE,
LABON PE HAR GADI BABA, TUMARA NAAM AA JAYE,
TUMHARA NAAM BABA, US GADI KE KAM AA JAYE,………
WOO AA GHYAA KHATUWALA, WOO AA GHYAA KHATUWALA,
(1) TAN KESHRIA BHAGO SOHE, MOHAN MURLI WALA
(WOO AA GHYAA………..)
(2) SHISH MUKAT KANO MEIN KUNDAL, GAL PUSHPON KI MALA,
(WOO AA GHYAA………..)
(3) YAMUNA KINARE GAYIAN CHIRANWEIN, ODHE KUMBLE KALA
(WOO AA GHYAA………..)
(4) SHYAM NAAM TUN KYUN NAHIN LETA, PADHA ZUBAN PER TALA,
(WOO AA GHYAA………..)
(5) BHIM SAIN KE PUTTAR LADLE, AHELWATI KE LALA,
(WOO AA GHYAA………..)
(6) APNE BHAGAT PAR KIRPA KINE, BHAGTON KA RAKHWALA,
(WOO AA GHYAA………..)
(7) MANDHIR MEIN JHULLA DALWAYE, JHUTA DE BRIJBALA,
(WOO AA GHYAA………..)
(8) EK NISHANI AUR BATAUN, SHYAM KA RANG HAI KALA,
(WOO AA GHYAA………..)
(9) SHYAM MANDIR PAR DUSHTON NE JAB, APNA GHERA DALA,
(WOO AA GHYAA………..)
(10) GHARV TODH KAR SHYAM BHADUR, JHAT KHOLA HAI TALA,
(WOO AA GHYAA………..)