Chalo Bulawa Aaya Hai
Mata Jinko Yaad kare Woh Log Nirale hote hain
Mata Jinko naam pukare kismat wale hote hain
Chalo Bulawa aaya hai Mata ne bulaya hai - 4
Jai Mata Di……
Unche parwat pe Rani Ma ne darbar lagaya hai,
Chalo Bulawa aaya hai Mata ne bulaya hai
Jai Mata Di……
Saare Jag mein ek thikana sare gum ke maro ka
rasta dekh rahi hai mata apni ankh ke taro ka
mast hawaon ka ek jonkha ye sandesha laaya hai
Chalo Bulawa aaya Hai Mata ne bulaya Hai
Jai Mata Di…….
Kahate Jao Jai Mata Di……
Jai Mata Di kahte jao aane jano walo ko
Chalte jao tum mat dekho apne paon ke chalo ko
ooo …. jisne jitna dard saha hai utna chain bhi paaya hai
Chalo Bulawa aaya
Hai Mata ne bulaya Hai
Jai Mata Di
Vaishno Devi ke mandir Mein - 2
Log Murade paate hain
Rote rote aate hain hanste hanste jaate hai
Mein bhi maang ke dekhun jisne jo maanga wo paya hai
Chalo Bulawa aaya Hai
Mata ne bulaya Hai
Jai Mata Di
Mein bhi to ek ma hoon Mata
Ma hi Ma ko pehchane
bete ka dukh kya hota hai aur koi ye kya jaane
ooo… uska khoon mein dekhum kaise jisko dudh pilaya hai…..
Chalo Bulawa aaya hai
Mata ne bulaya hai
Jai Mata Di
Chalo Bulawa aaya hai Mata ne bulaya hai ………
Prem Se Bolo
Jai Mata Di
Saare bolo
Jai Mata Di
Vaishno rani
Jai Mata Di
Ambe Kalyani
Jai Mata Di
Ma Bholi Bhali
Jai Mata Di
Ma Sherowali
Jai Mata Di
Jholi Bhar Deti
Jai Mata Di
Sankat har Leti
Jai Mata Di
oo.. Jai Mata di
Jai Mata Di
Jai Mata Di ……






